Gmail Account Ke Password Kaise Change Kare

Friends ager aapke gmail account ke password weak hai ya aapko lagta hai ki aapka account hack ho gya hai ya phir ager koi aur person aapke account ko use kar rha hai to aapko turant apne gmail id ke password change kar lene chahiye. Kyunki nhi to wo person aapke account ko hack karke uska galat istemaal kar skta hai.

Gmail Account Ke Password Kaise Change Kare

Ager aapko gamil account ke password change karne nhi aate to koi baat nhi kyunki ish post me humne ishi ke bare me btaya hai. Friends gmail account ke password change karna bahut hi easy hai, aap sirf 1 minute me aisa kar skte hai.

Ye Bhi Padhe...

To chliye abhi main aapko bta deta hu ki apne gmail account ke password kaise change karte hai. To iske liye sabse pahle to aapko ynha click karke https://myaccount.google.com/intro/signinoptions/password google accounts ki site par jana hai.

Uske baad ager aapne apne browser me gmail account se sign nhi kar rkha hoga to aisa page aapke samne open ho jayega.


Ynha par sabse pahle aapko CONTINUE TO SIGN IN par click karke apni gmail id aur current password dalkar sign in karna hai, uske baad aage aisa page open ho jayega.


1. Ynha par aapko apne new password dalne hai.

2. Ynha aapko phir se apne new password dalne hai.

3. Last me change password par click kar de.

Change password par click karte hai aapke gmail account ke password change ho jayenge.

Ye Bhi Padhe...

To ish trike se aap apne gmail account ke password change kar skte hai. Ager aapko ish process me koi problem aaye to aap comment karke puchh skte hai. Friends ager aapko humari posts free me apne mail box me chahiye to aap niche apni email id dalkar dainiktricks ko subscribe kar skte hai.

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ