Redmi 6 aur Redmi 6 Pro Price, Features and Sepecification in Hindi
Friends aaj hum baat krne wale hai Xiaomi ke 2 new aur latest smartphones Redmi 6 aur Redmi 6 Pro ke bare me, jo ki india me launch ho chuke hai aur bahut hi jald ye online aur offline purchase karne ke liye mil jayenge.
To ynha hum Xiaomi ke Redmi 6 aur Redmi 6 Pro ki price, features, aur specification hindi me jange aur ye bhi aapko btayenge ki aap inhe kab aur kaise purchase kar payenge.
To ager aap Redmi 6 aur Redmi 6 Pro ke Features, Specification aur Redmi 6 Pro Ki Price India me kya hone wali hai ? iske bare me janna chahte hai to ish article me aapko apne sabhi swalo ke jwab mil jayenge.
To sabse pahle hume Xiaomi Redmi 6 Ke Features aur Specification aur iski Indian price jange uske baad Redmi 6 Pro ki price aur baki puri detail jange.
Xiaomi Redmi 6 Specification in Hindi
Xiaomi India me Redmi 6 ke 2 verient la rha hai jisme 3 GB Ram/32 GB Storage wale mobile ki cost 7,999 rupaye aur 3 GB Ram/64 GB Storage wale mobile ki cost 9,499 rupay hogi. Redmi 6 ke liye 10 September 2018 ko 12 AM par pahli sell hogi. Jo ki exclusively Flipcart par milega.
Iske alawa ye phone Mi.com, Mi Store aur Offline Mi Partners par available hoga. Ye phone mostly 4 colors me available hoga, jo ki Black, Blue, Gold aur Rose Gold color me honge.
Redmi 6 All Features Detail in Hindi
Display:- 5.45 Inches,
Resolution:- 720*1440 Pixel
Processor:- 2GHz Octa Core Snapdragon 625 Processor
OS:- Android 8.1 Orea
Front Camera:- 5 Megapixel
Rear Camera:- 12 Megapixel + 5 Megapixel
Ram:- 3GB
Storage 32GB, 64GB
Battery Capacity:- 3000mAh
Weight:- 146.00g
Body type:- Metal
Colours:- Gold, Blue, Black, Rose Gold
Aspect ratio:- 18:9
Expandable storage:- 256GB
Rear autofocus:- Phase detection autofocus
Number of SIMs:- 2 Cards, Active 4G on both SIM cards
SIM Type:- Nano-SIM
Face unlock:- Yes
Fingerprint sensor:- Yes
Compass/ Magnetometer:- Yes
Proximity sensor:- Yes
Accelerometer:- Yes
Ambient light sensor:- Yes
Gyroscope:- Yes
Wi-Fi, Bluetooth, USB OTG, Micro USB, Headphone. FM, GPS
Redmi 6 Ko Amazon Se Abhi Purchase Krne Ke Liye Niche Click Kare
Xiaomi Redmi 6 Pro Specification in Hindi
Redmi 6 Pro Xiaomi ki Redmi 6 series ka sabse premium phone hai. ye phone bhi 2 verients me available hoga. Iske 3 GB Ram/32 GB Storage ki price 10,999 rupya hogi aur 4 GB/64 Storage ki price 12,999 rupya hogi.
Ye phone exclusively Amazon India par milega. Iske alawa ye phone Mi.com, Mi Store aur Offline Mi Partners ke pass milega.
Redmi 6 Pro ki first sell 11 September 2018 ko 12 PM par hogi. Ye phone bhi 4 colors Red, Blue, Black aur Gold color me available hoga.
Redmi 6 Pro All Features Detail in Hindi
Display:- 5.84 Inches,
Resolution:- 1080*2280 Pixel
Processor:- 2GHz Octa Core Snapdragon 625 Processor
OS:- Android 8.1 Orea
Front Camera:- 5 Megapixel
Rear Camera:- 12 Megapixel + 5 Megapixel
Ram:- 3GB, 4GB
Storage 32GB, 64GB
Battery Capacity:- 4000mAh
Weight:- 178.00g
Body type:- Metal
Colours:- Gold, Blue, Black, Red
Aspect ratio:- 19:9
Expandable storage:- 256GB
Rear autofocus:- Phase detection autofocus
Number of SIMs:- 2 Cards, Active 4G on both SIM cards
SIM Type:- Nano-SIM
Face unlock:- Yes
Fingerprint sensor:- Yes
Compass/ Magnetometer:- Yes
Proximity sensor:- Yes
Accelerometer:- Yes
Ambient light sensor:- Yes
Gyroscope:- Yes
Wi-Fi, Bluetooth, USB OTG, Micro USB, Headphone. FM, GPS
Redmi 6 aur Redmi 6 Pro Ke Kuch Extra Features
- Redmi 6 aur Redmi 6 Pro smartphones me 2 Rear Camera hai jo ki HI Features ke sath aate hai.
- Redmi 6 Pro ipohne X jaisi launch display ke sath aata hai.
- Redmi 6 series ka sabse premium handset hai.
- Xiaomi Redmi 6 Pro ke sath box me ek ultra slim cover free me aata aayega.
- Xiaomi ne btaya hai ki Redmi 6 aur Redmi 6 Pro me bahut hi jald Android 8.1 Orea based MIUI 10 ke liye update milega.
Tags:- Xiaomi Redmi 6 Full Details, Redmi 6 Price in India, Redmi 6 Pro Full Specification in hindi Redmi 6 Pro All Features in Hindi.
0 टिप्पणियाँ