Whatsapp Status Me Mp3/Audio Song Kaise Lgaye

How To Upload A Audio/Mp3 Song On Whatsapp Status ?


Friends jaisa ki aap jante hai ki whatsapp status me hum koi bhi video, photo ya gif file lga skte hai. But abhi bhi whatsapp me aisa koi option nhi aaya hai jiske dwara hum whatsapp status me koi mp3 ya audio song lga ske.

Ishi liye aaj ish article me hum aapko ek aisi whatsapp trick btane wale hai jiske dwara aap whatsapp status me koi bhi mp3 ya audio status lga skte hai.

Whatsapp Status Me Mp3/Audio Song Kaise Lgaye

Friends aapki jankari ke liye mai aapko btana chahunga ki whatsapp ne abhi officially aisa koi feature nhi diya hai, but ynha hum aapko ek aisi application ke bare me btane wale hai jiski madad se aap apne mobile ke kisi bhi mp3 song ko whatsapp status me lga skte hai.


Whatsapp Status Me Mp3/Audio Song Kaise Lgaye ?


1. Iske liye aapko sabse pahle apne mobile me ek application download krni pdegi, jiska naam Audio Status Maker hai. Ish app ko abhi download krne ke liye niche download button par click kare.

Download 


2. Ish app ko download krne ke baad ishe open kare aur ye app jo permission mange, unhe ‘Allow’ kare.

3. Uske baad aisa page open ho jayega.

whatsapp audio status

Ynha 'Library' par click karke aapko apne mobile se wo mp3 song select krna hai, jise aap whatsapp status me lgana chahte hai.

4. Uske baad aisa page open ho jayega.

whatsapp status me mp3 song kaise lgaye

Ynha aapko ush song me se sirf un 30 seconds ko select krna hai, jinhe aap status par lgana chahte hai. kyunki hum whatsapp par 30 seconds se bda status nhi lga skte hai.

5. Uske baad next page me aapko ush audio ke liye ek background select krna hai.

6. Phir aage aisa page open ho jayega.


Ynha se aap ush audio ko direct apne whatsapp status par share kare skte hai ya phone me download bhi kar skte hai.

Ye Bhi Padhe...

To ish trike se ish whatsapp trick se aap whatsapp status par koi bhi audio ya mp3 song lga skte hai.

To dosto ummid karta hu ki ye jankari aapko pasand aayi hogi. Ager jankari achhi lgi ho to ishe apne dosto ke sath bhi jarur share kare.

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ