Facebook Me Dark Mode Enable Kaise Kare

Facebook Theme Kaise Change Kare ?


Friends baki logo ki trah aap bhi apne mobile me social sites jaise facebook, whatsapp, youtube etc ko jarur use karte honge. Ager aap in social sites ka istemaal karte hai to ye article aapke bahut kaam hai, ish liye ishe last tak jarur pdhe.

Friends ager aap nhi jante hai to mai aapko btana chahunga ki jab hum raat ko andher me apne mobile ko use karte hai to uska white focus ya light jitni jyada hoti hai, utna hi wo humari ankho (eyes) ke liye khtrnakh (danger) hoti hai.

Ish liye ye social sites hume kuch aise options deti hai, jinke dwara hum ush application me dark mode enable karke uski theme change kar skte hai. taki humari aankho par jyada focus na pde.

Kisi bhi app me dark mode enable krne ke baad uska focus bahut kam ho jata hai, jisse wo humari aankho ke liye utna khtrnakh nhi hota jitna ki white focus hota hai.

Ish liye raat (night) me aap apne mobile me jo bhi kisi android app ko use kare to pahle usme dark mode enable kar le.

Facebook Me Dark Mode Enable Kaise Kare

Youtube me dark mode theme kaise enable karte hai ? iske bare me hum aapko pichhli post me bta chuke hai. wo post abhi pdhne ke liye niche click kare.


Ish post me hum aapko btane wale hai ki facebook me dark mode kaise enable karte hai ya facebook theme kaise change karte hai ?

Ish Jankari Ko Video Me Dekhne Ke Liye Ynha Click Kare

Facebook Me Dark Mode Kaise Enable Kare ?


Iske bare me btane se pahle mai aapko btana chahunga ki play store par facebook ki bahut si applications hai, par un sabhi apps me ye feature nhi hai. balki ye feature sirf facebook ki Messenger application ke ander hi hai. Ish liye ager aapko facebook ke ish feature ko use krna hai to aapko apne mobile me facebook messenger app ko download krna hoga.

1. Ish feature ko use krne ke liye sabse pahle niche Download button par click karke apne mobile me Facebook Messenger app download kare.


2. Uske baad isme apna fb account login kare.

3. Phir apne kisi bhi friend ki facebook chat open kare.

4. Uske baad ushe Moon ( chand ) emoji ko 2 baar send kare, niche image me dekhe.

Send facebook messages

Jaise hi aap 2 baaar Moon emoji send krenge to aapko upper ki traf Dark Mode enable krne ka option mil jayega, niche dekhe.


‘Trun On In Settings’ par click kare,

5. Uske baad aapki fb profile ish trah se open ho jayegi.




Ynha aap simply Dark Mode ko On ya Off kar skte hai.

Ye Bhi Padhe...

To ish trike se aap Facebook me Dark Mode enable kar skte hai. ager aapko Facebook ki theme change krne me koi problem aaye to aap comment krke puchh skte hai.

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ