Friends facebook ek bahut hi popular social website hai jis par lagbhag sabhi internet users ka account hota hai. Ish liye ish par hum kisi bhi internet user ki basic information bahut si aasani se pta kar skte hai aur ush se contact bhi kar skte hai.
But kuch log ish baat ka galat fayda uthate hai aur facebook se kisi bhi person ke data ya mobile number dekh kar ushe call karke preshan karna shuru kar dete hai, jo ki mostly ladkiyo ( girls ) ke sath hota hai.
Ish liye aisi preshaniyo se bachne ke liye jaruri hai ki hum facebook par apne private data jaise mobile number ko chhipa kar rakhe ya hide karke rakhe. Taki koi bhi person facebook par humare number dekh kar hume call na kar paye.
Facebook se ek baar apne number hide karne ke baad aapke alawa koi bhi person aapke mobile number nhi dekh payega.
But bahut se logo yehi nhi pta hota hai ki facebook se apne number kaise delete ya hide karte hai.
Ish liye aaj ish article me hum ishi topic par baat krenge ki FB par apne mobile number ko kaise hide karte hai ? To chliye abhi time waste na karte huye hum iske bare me baat karte hai.
Friends Ager Aap Ishi Jankari Ko Video Me Dekhna Chahte Hai To Ynha Click Kare
Ye Bhi Padhe...
1. Iske liye sabse pahle facebook par apni profile par jaye.
2. Uske baad profile me ‘About’ par click kare.
3. Phir about me aapki puri detail aa jayegi, hume mobile number ko hide karna hai ish liye ‘Contact Info’ me apne mobile number ke samne wale pencil icon par click kar de.
4. Phir aisa page open ho jayega.
Ynha par phir se mobile number ke samne wale icon par click kare aur usme ‘Only Me’ select kar de.
5. Phir sabse niche jaye aur save button par click karke ushe save kar de.
Bas itna karte hi aapke contact number ya mobile number ki privacy change ho jayegi aur wo facebook se hide ho jayenge. Uske baad facebook par aapke alawa koi bhi aapke phone number nhi dekh payega.
Ye Bhi Padhe...
To ish trike se aap apne FB account se mobile number ko hide ya delete kar skte hai. Ager aapko ish process me koi problem aaye ya aapka koi other sawal ho to aap comment karke puchh skte hai.

2 टिप्पणियाँ
Very nice post for new facebook user thanks for sharing
जवाब देंहटाएंvery nice article
जवाब देंहटाएं