How to Change Default Browser in Window 7, Window 10 in Hindi

How to Change Default Browser in Window 7, Window 10, Windows 11 in Hindi:- Dosto android mobile ho ya phir chahe computer ya laptop, in sabhi devices me kuch default apps  aur software hote hai jo by default device me pahle se install hokar aate hai. ish liye jab bhi hum apne device me koi photo, video, link etc ko direct open karte hai to wo in default apps me hi open hote hai.

How to Change Default Browser in Window 7, Window 10 in Hindi

Hum me se jyadater log in default apps ya software ko change krne ki koshish krte hai, kyunki internet par aise bahut se apps aur software mojud hai, jo ki in apps se better hote hai, ish liye aksar hum apne mobile ya computer me in default software ko change krne ke bare me sochte hai.

how to change default browser windows 7, how to change default browser windows 10, make chrome default browser

Ish article me hum aapko ishi ke bare me batane wale hai, ish article me hum aapko batane wale hai ki pc me default internet browser ko kaise change karte hai, so ager aap iske bare me janna chahte hai to ish article ko last tak jarur padhe.


How to Change Default Browser in Window 7, Window 10 in Hindi,


1. Sabse pahle pc ki "Settings" me jaye.(aap window button par click krke ya search box me search krke pc ki Settings me ja skte hai.

2. Settings ish parkar se open ho jayegi


Yaha aapko "Apps"  option par click krna hai

3. Phir aisa page open ho jayega.


Yaha sbse pahle "Default Apps" par click kare. Yaha aapke pc ke sabhi default apps aa jayenge,  Aapko jis bhi type ke default apps ko change krna hai ush par click kare, hume yaha Web Browser change krna hai, ish liye web browser ke niche jo bhi app ho ush par click kare.

Uske baad aapke pc me ush type ke jitne bhi apps mojud honge un sabhi ki list aapke samne aa jayegi, aap unme se kisi bhi app ko select krke ushe apna default web browser bna skte hai.

Ye Bhi Padhe...

To ish parkar se aap apne pc me default internet browser change kar skte hai, ummid hai ki aapko How to Change Default Browser in Window 7, Window 10, Windows 11 in Hindi yeh article pasand aaya hoga, ager ish article se related aapka koi sawal ho to app comment krke puchh skte hai.

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ