Kisi Bhi Movie Ko Full HD Me Kaise Download Kare

How To Download Any Movie in Full HD ?

Friends ager aap movies dekhne ke shokin hai to ye post aapke liye bahut hi important hone wali hai ish liye ishe last tak jarur padhe, kyunki ish post me hum aapko btayenge ki kisi movie ko full hd me kaise download karte hai.

Kisi Bhi Movie Ko Full HD Me Kaise Download Kare

Humare bahut se visitors ne movies download karne se sambandhit kai sawal bhi puchhe the jaise.

  • Kisi bhi movie ko HD quality me kaise download karte hai ?
  • New Bollywood movies ko kaise download karte hai ?
  • Hollywood movies ko hindi dubbed me kaise download karte hai ?
  • South indian movies ko kaise download karte hai ?

Iske alawa bhi movies se related bahut se swal mujse puchhe gye the ish liye main ye post likh rha hun. Ish post me btaye gye trike se aap duniya ki kisi bhi movie ko full hd quality me download kar skte hai. Phir chahe wo Bollywood, South, Panjabi, Gujrati, ya other kisi bhi language me ho aap ushe apne android mobile se download kar skte hai.

To chliye abhi jyada time waste na karte huye hum aapko bta dete hai ki kisi bhi movie ko full hd quality me kaise download karte hai ? iske liye humne kuch steps btaye hai, inhe follow kare.

Ye Bhi Padhe...


Kisi Bhi Movie Ko Full HD Me Kaise Download Kare


1 Sabse pahle aapko play store se 2 applications download krni hogi, jinka naam Torrent Search Engine’ aur ‘Flud’ hai. In apps ko abhi download karne ke liye niche download buttons par click kare.

Torrent Search Engine

Flud



2 In dono apps ko download karne ke baad sabse pahle Torrent Search app ko open kare.


 Uske baad ush movie ko search kare jise aap download karna chahte hai.

3 Uske baad aisa page open ho jayega.


Yaha par aap dekh payenge ki aapne jo movie search ki thi wo alag alag qualities ya video formats me jin jin websites par available hogi wo aa jayegi. Aap left right me slide karke inki qualities, size, seeds aur leeches check kar skte hai.

Jis movie ki ‘Seeds’ jyada ho aapko ush movie par click karna hai kyunki ush ki quality baki movies se achhi hogi.

4 Ush par click karna ke baad aisa page open ho jayega.


Yaha par aapko ‘Copy Megnet Link’ par click karke uska URL copy karna hai.

5 Uske baad ‘Flud’ App ko open kare.


Aur ‘U’ icon par click karke ush URL ko paste karke search kare.

6 Uske baad aisa page open hoga.


Yaha aapko ‘+’ icon par click karna hai, bas uske baad wo movie download hona start ho jayegi.

Ye Bhi Padhe...

To ish trike se aap duniya ki kisi bhi movie ko bahut hi aasani se download kar skte hai. Ager aapko in apps ko use karne me koi problem aaye to aap niche comment box me comment karke puchh skte hai.

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ