How to Enable Dark Mode in Chrome Browser in Hindi

How to enable dark mode in chrome browser ?

Helo friends aaj hum aapko btane wale hai ki android mobile me chrome browser ko dark mode me kaise use karte hai ?

So ager aap apne mobile me internet chalate samay chrome browser ka istemaal karte hai to aapko ye pta hona bahut jaruri hai.

Kyunki hum me se jyadatar log raat ko mobile me internet chalate hai, aur jaisa ki aap jante hai ki chrome browser ki theme white color ki hai ish liye iska focus humari aankhon ( eyes ) par jyada pdta hai. Jis se humari aankhe bhi damage hoti hai.

Chrome browser me dark mode kaise enable kare

Ish liye raat ko internet chalate samay hume apne mobile me chrome browser me dark mode chalu kar lena chahiye. Taki humari aankhe khrab na ho.

Ye Bhi Padhe...

enable dark mode in chrome, how to activate dark mode in chrome, how to change chrome background,

How to Enable Dark Mode in Chrome Browser in Hindi

1. Iske liye aapko sabse pahle play store me jakar apne mobile me chrome browser ko update krna hai.

2. Uske baad chrome browser ko open kare aur 3 dots par click krke Settings par click kare. 


3. Iske baad aapke samne bahut sare option aa jayenge, aapko Theme option par click krna hai.



4. Uske baad aisa page open hoga.


5. Yaha aap Dark ya Light theme apne hisab se select kar skte hai. Agar aap Dark option par click krte hai chrome ki theme dark ho jayegi.

Ab aap google me kuch bhi search krke dekhe ya kisi bhi website ko open krke dekhiye, wo dark mode me hi open hogi.

Ye Bhi Padhe...

To ish trike se aap chrome browser me dark mode enable kar skte hai. To friends ummid krta hu ki How to Enable Dark Mode in Chrome Browser in Hindi ? aapko ye jankari pasand aayi hogi. Ager jankari achhi lgi ho to ishe apne dosto ke sath bhi jarur share kare. 

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ