How to Delete Tinder Account in Hindi:- Friends Tinder ek Dating android app hai, jiske dwara hum duniya bhar ke logo ke sath online friendship kar skte hai, unke sath meeting kar skte hai aur dating bhi kar skte hai.
Dating apps me yeh ek kafi popular app hai. Humne apne pichhle article me yehi btaya tha ki tinder app kya hai ? what is tinder app ? Tinder download kaise karte hai ? aur isko use kaise karte hai ?
Ush article aap jaise hi humare kuch visitors ke comments aa rhe the jaise...
Tinder account delete krne ka common reason ish par hume other users ka koi response na milna hota hai, jyadater users ko jab tinder par kisi ka koi response nhi milta hai, tab unhe lgta hai ki wo tinder par sirf apna time waste kar rhe hai, bas ishi ke karan jyadater users apne tinder account ko delete krne ke bare me sochte hai.
Iske alawa kuch logo ko yeh app pasand nhi aati hai, to kuch ish app se jaldi hi boar ho jate hai, aapka bhi aisa hi koi reason hoga.
Ish liye aaj ish article me hum aapko ishi ke bare me batane wale hai ki Tinder account ko delete kaise karte hai ? How to Delete Tinder Account ? to ager aap iske bare me janna chahte hai ? to ish article ko last tak jarur padhe.

- How to Delete Tinder Account ?
- How do I permanently delete my tinder account?
- How do you delete tinder without logging in?
- How do you delete tinder on Android?
- How do I quit tinder?
Tinder account delete krne ka common reason ish par hume other users ka koi response na milna hota hai, jyadater users ko jab tinder par kisi ka koi response nhi milta hai, tab unhe lgta hai ki wo tinder par sirf apna time waste kar rhe hai, bas ishi ke karan jyadater users apne tinder account ko delete krne ke bare me sochte hai.
Iske alawa kuch logo ko yeh app pasand nhi aati hai, to kuch ish app se jaldi hi boar ho jate hai, aapka bhi aisa hi koi reason hoga.
Ish liye aaj ish article me hum aapko ishi ke bare me batane wale hai ki Tinder account ko delete kaise karte hai ? How to Delete Tinder Account ? to ager aap iske bare me janna chahte hai ? to ish article ko last tak jarur padhe.
Tinder Account Ko Humesha Ke Liye Delete Kaise Kare ?
1. Iske liye sabse pahle aapko apne mobile me Tinder App open krna hai.
2. Uske baad apni Profile icon par click kare.
3. Phir Settings par click kare.
4. Iske baad aapko bahut sare options milenge, aapko sabse niche jana hai, wnha aapko Delete Account ka option milega, aapko ush par click krna hai.
5. Uske baad agle page me aapko 2 options milenge, niche image me dekhe
ager aap apne account ko sirf kuch time ke liye pause krna chahte hai ? to "Pause My Account" par click kare, aur ager aap apne account ko permanently delete krna chahte hai ? to "Delete my account" par click kare.
6. Uske baad aapse puchha jayega ki aap apne tinder account ko delete kyu krna chahte hai ? aapko bahut sare options milenge, aap koi bhi ek option select kar le.
7. Uske baad aapko phir se 2 option milenge, aapko "DELETE MY ACCOUNT" select krna hai.
Iske baad thodi si processing chlegi aur aapka tinder account delete ho jayega.
Ye Bhi Padhe...
To ish trah se aap apne tinder account ko delete kar skte hai, ager aapko ish process me koi problem aaye to aap comment krke puchh skte hai. Friends ummid hai ki How to Delete Tinder Account in Hindi ? yeh article aapko pasand aaya hoga, ager jankari achhi lgi ho ro ishe apne dosto ke sath bhi jarur share kare.
0 टिप्पणियाँ