High quality photo ki size kam kaise kare ? Namskar dosto aaj ke ish article me hum aapko btane wale hai ki apne android mobile se kisi bhi photo ki size kam kaise karte hai ? Ya photo ko resize kaise karte hai ?
Dosto jaisa ki aap jante hai ki jab hum apne mobile se koi photo capture karte hai to uski size bahut jyada hoti hai. Ish liye hum uski size kam krne ki kosis karte hai taki use send ya upload karte samay jyada time na lge, iske alawa ager hume online koi form fill krna ho tab bhi hume ek fix length ke ander apni photo upload krni hoti hai. Ish liye ush time bhi hume high quality photo ko compress krne ki jarurat padti hai.
Iske alawa ager aap ek blogger hai tab bhi aapko apni blog posts ke liye pictures ki size kam karne ki jarurat padti hogi. Inke alawa photo ko resize krne ka aapka reason kuch aur bhi ho skta hai. But reason chahe jo bhi ho humara main target apni photo ki size ko kam krna hota hai.
Ish liye ynha hum aapko ek aisa trika btane wale hai jiske dwara aap bahut hi aasani se apni photo ki size ko apni ichha anusar kam ya jyada kar skte hai.
Ji haa aapne bilkul sahi suna. Ynha hum aapko jo trika btane wale hai, uske dwara aap photo ki size ko kam to kar hi skte hai, sath hi ager aap chahe to apni photo ki size ko bdha bhi skte hai.
To chliye abhi jyada samay waste na karte huye hum aapko bta dete hai ki wo konsa trika hai jiske dwara aap kisi bhi image ki size kam kar skte hai.
Friends apne mobile se kisi bhi photo ki size kam krne ke liye hume kisi website ya application ki jarurat padegi. Waise to internet par aisi bahut sari sites aur applications hai, jinke dwara hum image compress kar skte hai. But ynha hum aapko sabse best application ke bare me bta rhe hai, jo ki photo ko compress krne ke baad bhi uski quality ko kam nhi karti hai.
Yani ki ager aap ish app se kisi photo ko compress krenge to uski quality par jyada effect nhi pdega. Ye app aapko low size me sabse best quality ki image compress karke dega.
To chliye abhi hum ish application ke bare me jan lete hai.
Friends ish application ka naam 'Photo & Picture Resizer' hai, jo ki photo resize krne ke liye play store ki sabse best app hai. Ish app se photo compress kaise karte hai ? Iske bare me janne ke liye niche ke steps follow kare.
1. Iske liye sabse pahle Ynha Click karke Photo & Picture Resizer app apne mobile me download kare.
2. Uske baad jab aap ishe open krenge to pahle aapko tutorial dikhaya jayega ki aap ish app ko kaise use kar skte hai. Aap ushe skip kar de. Phir aisa page open ho jayega.
Ynha aapko Select Photos par click krna hai.
3. Uske baad gallery se wo photo select kare jiski size aap krna chahte hai. ( Aap ek sath ek se jyada photos ki size bhi kam kar skte hai. But pahle ek image hi karke dekhe, taki aap ish app ko achhe se samjh ske. )
4. Phir aisa page open ho jayega.
Ynha aapko Resize icon par click krna hai.
5. Uske baad ish trah se aapke samne kuch options aa jayenge.
Ynha aapko Select Dimensions me se ek dimensions ko select krna hai, aasan bhasha me aap ush image ki size ko kitne percent tak kam krna hai ? Wo select kare. Aap chahe to custom size bhi dal skte hai.
Iske alawa ager aapko ush photo ki size increase krni ho, yani photo ki size ko bdhana ho to Width & Height wale options ki madad se aap photo ki size ko increase bhi kar skte hai.
6. Uske baad aisa page open ho jayega.
Ynha aap dekh payenge ki ush photo ki size kam ho jayegi aur wo automatically file storage me save ho jayegi.
Ager aapko original photo ko hi nayi wali photo se replace krna ho to 'Replace Original Photo' par click kare, uske baad ush original photo ki hi size kam ho jayegi.
To ish trike se aap apne mobile se kisi bhi photo ko resize kar skte hai.
I hope ki kisi bhi photo ki size kam kaise kare ? Ye article aapko jarur pasand aaya hoga. Ager aapko ye jankari achhi lgi ho to ishe apne dosto ke sath bhi share kare.
Ye Bhi Padhe...
Tages:- Image compressor, Photo resize kare, photo resizer download, photo ki size kam kaise kare, photo ki size kaise bdhaye

Kisi Bhi Photo Ki Size Kam Kaise Kare ?

0 टिप्पणियाँ